Skip to product information
1 of 1

Ghar aur Adalat (On Balance in Hindi)

Ghar aur Adalat (On Balance in Hindi)

by Seth, Leila

No reviews
Regular price Rs 349.00
Regular price Rs 399.00 Sale price Rs 349.00
Sale Sold out
Shipping calculated at checkout.

Author: Seth, Leila

Languages: Hindi

Number Of Pages: 325

Binding: Paperback

Package Dimensions: 8.4 x 5.5 x 1.3 inches

Release Date: 20-05-2010

Details: Bharat ke High Court ki pehli mahila Chief Justice ki aatmkatha. Dilli High Court ki pehli mahila Judge aur Bhartiye High Court ke itihaas mein pehli nahila Chief Justice , London mein baar ki pariksha mein aval aane vaali pehli mahila Leela Seth ne apne jeevan ke khushnuma palon ke saath-saath mushkilon ka bhi zikra kiya hai . Apne vritant mein bachpan mein apne beghar ho jane aur usse jude sangharshon , apne pati premo ke saath England mein pravaas ke samay kanoon ki duniya tak anayaas hi phunch jaane, baad mein Patna ,Calcutta aur Dilli mein practice karne tatha 50 saalon se bhi zada lambi sadabahaar shaadishuda zindagi ke baare mein pramukhta se baat ki hai; jisme apne 3 vilakshan bachon lekhak Vikram , jain- boodh dharmacharya Shantam aur film nirmaata Aaradhana- ko paalne-posne se jude anubhavon ko bhi shamil kiya hai. Ghar aur Adalat mein Leela badi bhavukta aur saralta se apne jeevan ke inn do pehluon ko ujagar kiya hai.kabhi atarang kabhi pechida aur kabhi hasa dene vaali yeh kitab ek asadharan mahila , unke parivar aur uss samay ki dilchasp aur jeevan se bharpoor tasveer pesh karti hai.

Related Categories:

View full details

Recommended Book Combos

Explore most popular Book Sets and Combos at Best Prices online.